Korona virus kya hai in hindi

Korona virus kya hai in hindi

Korona virus ka sambandh virus ke ese parivar se hai jisake sankrman se jukam se lekar sas me taklif lene jaisi samsya ho saktti hai. Yah ek janlewa bimari hai. is artikal me ham korona virus kya hai and inke lakshan v bachav ke upaay kya hai iske bare me janenge.

Korona virus kya hai
Korona virus kya hai

What is Korona Virus (Korona virus kya hai)

Jankari ki muabik korona virus vishanuo ke parivar ka hai. Isase lo bimar pas rahe hai. Yah virus cat,camel, tatha chamgadad sahit kai animals me pravesh kar hai hai. Is virus ka sankman china ke vuhan se shuru hua tha. Ab tak is virus ka koi ilaj nai hai.

What is Symptoms Sign of Cancer

Kya hai Korona virus ke laksan

Isake sankrman ke falswrup bukhar,juukam,sans lene me aklif, nak ka bahana and gale me kharash jaisi samsya upan hona iske laksan hai. Yah virus ak vaykti se dusre vaykti me failta hai. Isliye se lekar bahut sawdhani barti jar ahi hai. Yah virus December me sabse pahaale china me dekha gaya tha isake bad kai counties me pahuch gaya.

Kya hai iske bachav ke upay

Sawasth mantlaya ne korona virus se bachne ke liye kai disha nirdesh jari kiye hai. Inke mutabik hatho ko sabun se achchi ttarah dhona chahiye. Khste and chikte samay nak par rumal ka upyog karna chahiye. Jin vyktiyo me kold and flu ke lakshan ho un vyktiyo se duri banaye rakhna chahiye. Chaaina ya other countries me yatra nahi kaarni chaahiye ya sawadhani se sath karni chahiye.

China is virus ko failne se rokane ki har sambhav koshish kar raha hai. Chaina me navvarsh ki chhuti badha di gayi hai.

India me kitna khatra

India me bhi virus ka khatra hai kyoki india china kaa padoshi desh hai and har roj kai yatri china se india ans as padosh ke deshe me aate jate rahate hai. Bhart Sarkar bhi is khatrnak virus ko rokne ki puri koshish kar hai.hawai addo sahit anya margo par marijo ko chikicha ki nigrani me janch kar rahi hai.

2 thoughts on “Korona virus kya hai in hindi”

Leave a Comment

DMCA.com Protection Status
error: Content is protected !!